• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzre The Husain Ibn-E-Ali Raat Idhar Se

Guzre The Husain Ibn-E-Ali Raat Idhar Se

shahryar

guzre the husain ibn-e-ali raat idhar se

ham men se magar koi bhi nikla nahin ghar se

is baat pe kis vaste hairan hain ankhen

patjhad hi men hote hain juda patte shajar se

tu yuun hi pasheman hai sabab tu nahin is ka

niind aati nahin ham ko kisi khvab ke dar se

sunte hain bahut naam kabhi dekhte ham bhi

ai mauj-e-bala tujh ko guzarte hue sar se

thakna hai thaharna hai bahar-hal sabhi ko

ji apna bhi bhar jaega ik roz safar se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-hamesh

Be-Barg Shajar

poet

Dhund Ka Aankhon Par Hoga Parda Ek Din

KHata Anjam Ho Kar Rah Gaya Hai

Tu Jo Anjaan Hai

shabnam-shakeel

Kitne Anjaan Jaziron Mein Mujhe Le Ke Chala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet