• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzishta Shab Jo Itni Raushni Thi

Guzishta Shab Jo Itni Raushni Thi

guzishta shab jo itni raushni thi

tumhari yaad ki jalvagari thi

faza men gungunahaT thi ajab si

hava patton se baten kar rahi thi

ghazal jaisa sarapa tha kisi ka

koi surat mukammal sha.iri thi

tire alfaz nishtar ban ga.e the

mohabbat intiha par aa ga.i thi

suna hai ba.ad mere kuchh dinon tak

vo miTTi par lakiren khinchti thi

vo gaahe ab palaT kar dekhti hai

koi ik baat kahna rah ga.i thi

vahi ham hain vahi tira-shabi hai

mohabbat chaar din ki chandni thi

labon par qahqahe hi qahqahe the

koi laḌki thi ya vo phuljaḌi thi

koi dil men achanak aa basa tha

mohabbat ki nahin thi ho ga.i thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Zamin Ka Aatishin Ubhaar Dekhte Rahe

obaidullah-aleem

Marsiya

ahsan-yusuf-zai

Han Nahin Ke Bich dhundlai Si Sham

Tah-Ba-Tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya

Koi Sazish Racho Zer-O-Zabar Ki Baat Mat Socho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet