• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzishta Shab Hama-Auqat Gharq-E-Jam Rahe

Guzishta Shab Hama-Auqat Gharq-E-Jam Rahe

guzishta shab hama-auqat gharq-e-jam rahe

kabhi ḳhuda se kabhi us se ham-kalam rahe

dua-e-aḳhir-e-shab men usi ko manga hai

jo qatl-e-harf-e-tamanna pe shad-kam rahe

kabhi jo aa.i bhi takmil-e-arzu ki ghaḌi

jo na-tamam the qisse vo na-tamam rahe

diye saje rahen palkon pe dil sulagta rahe

vo aa.e ya ki na aa.e ye iltizam rahe

lahu lahu dil-o-jan hon par apne qatil ka

‘shamim’ kuchh bhi ho malhuz ehtiram rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahi Zamin Wahi Sar Pe Aasman Nikla

ain-irfan

Ek Saya Mere Jaisa Hai

KHayal Ban Ke Wo Mujh Mein Utar Bhi Aata Hai

Lamha Lamha Shumar Karta Hun

Tujhse Ab Dard Ka Rishta Bhi Nahin Chahiye Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet