• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzarna Hai Ji Se Guzar Jaiye

Guzarna Hai Ji Se Guzar Jaiye

guzarna hai ji se guzar ja.iye

liye dida-e-tar kidhar ja.iye

khule dil se milta nahin ab koi

use bhulne kis ke ghar ja.iye

subuk-rau hai mauj-e-gham-e-dil abhi

abhi vaqt hai paar utar ja.iye

ulaT to diya parda-e-shab magar

nahin sujhta ab kidhar ja.iye

ilaj-e-gham-e-dil na sahra na ghar

vahi hu ka aalam jidhar ja.iye

isi moḌ par ham hue the juda

mile hain to dam bhar Thahar ja.iye

kaThin hain bahut hijr ke marhale

taqaza hai hans kar guzar ja.iye

ab us dar ki ‘aḳhtar’ hava aur hai

liye apne sham-o-sahar ja.iye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aawara Aawara KHushbu Hum Dono

bashar-nawaz

dil Ke Har dard Ne Ashaar Mein dhalna Chaha

poet

Chahen Hain Ye Hum Bhi Ki Rahe Pak Mohabbat

hasrat-mohani

Jo Wo Nazar Basar-E-Lutf Aam Ho Jae

abrar-ahmad

Aakhiri din Se Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet