• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dur Hi Se Nihaar Lenge Hum

dur Hi Se Nihaar Lenge Hum

ajit-singh-badal

duur hi se nihar lenge ham

tum ko sharminda kya karenge ham

sufiyon ki tarah jiyenge ham

dard men raqs bhi karenge ham

muskura kar karo hamen ruḳhsat

tum bhi roe to kya karenge ham

de ke jaate ho zindagi ki dua

kya tumhare bina jiyenge ham

apne ghar men bhale laḌen jhagḌen

ek hi chhat tale rahenge ham

pahle man-bap ki karen ḳhidmat

bal-bachche bhi paal lenge ham

iid ka roz hai chalo ‘badal’

aaj un se gale milenge ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wabaal-E-Jaan Har Ek Baal Hai Myan

poet

Zindagi Marg Ki Mohlat Hi Sahi

poet

Marte dam Nam Tera Lab Ke Jo Aa Jae Qarib

Kam Hi Hote Hain Muqaddar Ke Sikandar Chehre

poet

Aaina Hai Ye Jahan isMein Jamal Apna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet