• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzar Raha Hai Wo Lamha to Yaad Aaya Hai

Guzar Raha Hai Wo Lamha to Yaad Aaya Hai

guzar raha hai vo lamha to yaad aaya hai

us ek pal se kabhi kitna ḳhauf khaya hai

usi nigah ne ankhon ko kar diya patthar

usi nigah men sab kuchh nazar bhi aaya hai

ye tanz yuun bhi hai ik imtihan mere liye

tire labon se koi aur muskuraya hai

bahe raqib ke aansu bhi mere galon par

ye saneha bhi mohabbat men pesh aaya hai

ye koi aur hai teri taraf sarakta hua

andhera hote hi jo mujh men aa samaya hai

hamare ishq se mar.ub is qadar bhi na ho

ye ḳhuun to ek adakar ne bahaya hai

yahan to ret hai patthar hain aur kuchh bhi nahin

vo kya dikhane mujhe itni duur laaya hai

bahut se bojh hain dil par ye koi aisa nahin

ye dukh kisi ne hamare liye uThaya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Mar Gae Teri Chashm-E-Siyah Ke Mare

aadil-raza-mansoori

Main

haidar-ali-aatish

Jauhar Nahin Hamare Hain Sayyaad Par Khule

Tu Mujhko Sun Raha Hai to Sunai Kyun Nahin Deta

poet

Wahi Andaz-E-Duniya Hai Abhi Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet