• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gul zaKHm Ko Aansu Ko Guhar Humne Kaha Hai

Gul zaKHm Ko Aansu Ko Guhar Humne Kaha Hai

poet

gul zaḳhm ko aansu ko guhar ham ne kaha hai

har aib-e-mohabbat ko hunar ham ne kaha hai

ra.ana.i-e-jalva ko ba-sad husn-e-tayaqqun

ḳhud apna hi ik aks-e-nazar ham ne kaha hai

kuchh baat to hai jis ke sabab saare jahan men

ai dost tujhe ḳhuld-nazar ham ne kaha hai

kahne ko rah-e-shauq men raahi to bahut the

manzil ko magar gard-e-safar ham ne kaha hai

ho jin se gham-e-tirgi-e-shab ka mudava

aise hi ujalon ko sahar ham ne kaha hai

haq-goi ka anjam samajh kar bhi ai ‘mansha’

jo kahna tha be-ḳhauf-o-ḳhatar ham ne kaha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Unhin Baaton Se Uski KHu bigDi

Virana Gulzar Kiya Hai

Jo Khili Chaman Mein Nai Kali to Wo Jashn-E-Saut-O-Sada Hua

poet

Muztarib Hun Ab Ye Ji Ki Baat Hai

poet

Ek Aisa Bhi Marhala Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet