• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gul-Rukhon Ne Kiye Hain Sair Ka That

Gul-Rukhon Ne Kiye Hain Sair Ka That

siraj-aurangabadi

gul-rukhon ne kiye hain sair ka thaat

gulshan-abad ka bhara hai haat

tegh-e-abru sen main shahid hua

is suruhi ka kya bala hai kaat

dil men aa rah-e-chashm-e-hairan sen

khul rahe hain miri palak ke paat

zahr hain us kuun neamat-e-alvan

lazzat-e-ishq ki jise hai chaat

nahin asar tir-e-ah kuun is men

dil-e-sangin tira hai loha laat

panja-e-ishq ke shikanja sen

main hua shash-jihat men baara baat

ai ‘siraj’ ashk ke charaghon kuun

nae mizhgan sen ham ne bandhe thaat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Ashk Teri Yaad Mein Aankhon Se Dhale Hain

siddiqa-shabnam

Tut Kar Andar Se Bikhre Aur Hum Jal-Thal Hue

Kisi Chashm-E-Hunar Ki Pasbani Mein Nahin Rahna

Apni Aankhon Ke Samundar Mein Utar Jaane De

Murda Ragon Mein KHun Ki Garmi Kahan Se Aai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet