• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye Baithi Hai

Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye Baithi Hai

poet

gul ke hone ki tavaqqo pe jiye baithi hai

har kali jaan ko mutthi men liye baithi hai

kabhi sayyad ka khatka hai kabhi khauf-e-khizan

bulbul ab jaan hatheli pe liye baithi hai

tir-o-shamshir se badh kar hai tiri tirchhi nigah

saikdon ashiqon ka khuun kiye baithi hai

tere rukhsar se tashbih use duun kyunkar

shama to charbi ko ankhon men diye baithi hai

tishna-lab kyuun rahe ai saqi-e-kausar ‘chanda’

ye tire jam-e-mohabbat ko piye baithi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sham Se Zoron Pe Tufan Hai Bahut

Apna Hona Bana Raha Hun Main

faiz-ahmad-faiz

Chashm-E-Maigun Zara Idhar Kar de

poet

Ishq Hai Sarsabz Virana Hina

nida-fazli

Ghar Se Nikle To Ho Socha Bhi Kidhar Jaoge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet