• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghar Mein Jab Betiyan Nahin Hongi

Ghar Mein Jab Betiyan Nahin Hongi

poet

ghar men jab betiyan nahin hongi

ped par tahniyan nahin hongi

gham se samjhauta kar liya dil ne

ab yahan siskiyan nahin huun

main ki daur-e-jadid ki ladki

paanv men bediyan nahin hongi

vapsi ka hai sochna be-sud

ab jali kashtiyan nahin hongi

ab diyon ko bachana vajib hai

andhiyan mehrban nahin hongi

barishon ke safar pe nikle ho

sar pe ab chhatriyan nahin hongi

ye musalsal rahengi mere saath

hijr men chhuttiyan nahin hongi

dast-o-bazu bana hai bhaai mira

koshishen raegan nahin hongi

ya qalam tuut jaega ‘bilqis’

ya miri ungliyan nahin hongi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sunahre KHwab Aankhon Mein Buna Karte the Hum Donon

Ye to Nahin Ki Tum Se Mohabbat Nahin Mujhe

poet

Wo Jo Tumne Gham Diya Tha Mujhe Sazgar Hota

poet

Itne Chup Kyun Ho Majra Kya Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Lazzat-E-Agahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet