• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghar Ki Buniyaaden Diwaren Baam-O-Dar the Babu Ji

Ghar Ki Buniyaaden Diwaren Baam-O-Dar the Babu Ji

ghar ki buniyaden divaren bam-o-dar the baabu ji

sab ko bandh ke rakhne vaala ḳhaas hunar the baabu ji

tiin mohallon men un jaisi qad kaThi ka koi na tha

achchhe-ḳhase unche puure qad-avar the baabu ji

ab to us suune mathe par kore-pan ki chadar hai

amma ji ki saari saj-dhaj sab zevar the baabu ji

bhitar se ḳhalis jazbati aur uupar se TheTh pita

alag anuTha anbujha sa ik tevar the baabu ji

kabhi baḌa sa hath-ḳharch the kabhi hatheli ki sujan

mere man ka aadha sahas aadha Dar the baabu ji

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sabze Se Sab Dasht Bhare Hain Tal Bhare Hain Pani Se

poet

Masruf Hum Bhi Anjuman-Araiyon Mein The

poet

Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai

baiThe-baiThe Ek Dam Se Chaunkati Hai

Ek Bhayanak Tirgi Hai Raushni Ai Raushni

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet