• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghar Hai to Dar Bhi Hoga Diwar Bhi Rahegi

Ghar Hai to Dar Bhi Hoga Diwar Bhi Rahegi

ghar hai to dar bhi hoga divar bhi rahegi

zanjir bhi hilegi jhankar bhi rahegi

tarikiyon ke qalb-e-tarik-tar men DhunDo

ik sham.a mavara-e-anvar bhi rahegi

behtar tha be-ruḳhi ka iz.har yuun na hota

maana ki kuchh to vaj.h-e-inkar bhi rahegi

jis aankh ko chhupa kar rakkha hai har nazar se

vo nim-va bhi hogi bedar bhi rahegi

sahra talab ka goya maidan-e-karbala hai

paanv men ret sar par talvar bhi rahegi

qurbat ki sa.aton men duuri ka ḳhauf hoga

saa.e se raushni ki paikar bhi rahegi

zahir hai sadgi bhi ‘almas’ ke suḳhan se

lekin ghazal ki fitrat pur-kar bhi rahegi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ayan Ho Aap Begana Banaya

waseem-barelvi

Apne Har Har Lafz Ka Khud Aaina Ho Jaunga

Waqt Ke Rangin Gul-Daste Ko Yaad Aaega ThanDa Hath

nadiya-ambar-lodhi

diwaron Pe Kya Likkha Hai

insha-allah-khan-insha

Achchha Jo Khafa Humse Ho Tum Ai Sanam Achchha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet