• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ghanghor Ghata Ke Aanchal Ko Jab Kali Raat Nichod Gai

Ghanghor Ghata Ke Aanchal Ko Jab Kali Raat Nichod Gai

qateel-shifai

ghanghor ghata ke anchal ko jab kaali raat nichod gai

ik tanhai ko chain mila ik tanhai dam tod gai

ai vaqt ke andhe rakhvalo ye raaz to ham bhi jante hain

be-vajh tumhari ankhon se kyuun binai munh mod gai

ik vo bhi safina tha apna jo sahil sahil ghuum gaya

ik ye bhi hamari kashti hai jo lahron men sar phod gai

har chand nazar ne taron par shab-khun to maara hai lekin

ye raat sahar ke daman par kuchh daagh lahu ke chhod gai

insan ka raushan mustaqbil jis vaqt charagh-e-rah bana

har manzil apne qadmon se tarikh ka naata jod gai

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhagne Ka Koi Rasta Nahin Rahne dete

Mera KHwab-E-Tamanna Saat-E-Bedar Jaisa Hai

Haal-E-Dil Maine Jo Duniya Ko Sunana Chaha

Ye Bebasi to Umuman Hi Sath Hoti Hai

poet

Jazba-E-Ishq Agar Dil Mein Na Paida Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet