• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sare Mausam Hain Mehrban Se Kuchh

Sare Mausam Hain Mehrban Se Kuchh

saare mausam hain mehrban se kuchh

roz utarta hai asman se kuchh

har ibarat saval jaisi hai

lafz gha.eb hain darmiyan se kuchh

kis ki lau ne jala diya kis ko

raakh men hain abhi nishan se kuchh

kis se tafsir-e-mah-o-sal karen

din guzarte hain be-aman se kuchh

kya ḳhabar ye kahan talak phaile

uTh raha hai dhuan guman se kuchh

karvan kis ka manzilen kis ki

kya jhalakta hai dastan se kuchh

ek tasvir raushni le kar

saa.e nikle to hain makan se kuchh

is qadar e’tibar kar liije

rabt rakhta huun ḳhandan se kuchh

tum bhi us vaqt se Daro logo

jab nikal jaa.e is zaban se kuchh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ameer-pasha

Mizan-e-Waqiat Mein Tola Nahin Gaya

Gham Ke Mujrim KHushi Ke Mujrim Hain

Dekhne Walon Ko Kuchh Aur Dikhaya Gaya Hai

Dil Mein Rakkhe Hue Aankhon Mein Basae Hue shaKHs

Mila-Dila Sahi Ek KHushk Haar Baqi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet