• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Ye Rasta Pahchanta Hai

Mujhe Ye Rasta Pahchanta Hai

poet

mujhe ye rasta pahchanta hai

ki har zarre se mera rabta hai

daricha aap khul jaata hai koi

kisi khiḌki se maazi jhankta hai

ḳhuda mera mujhe yuun baḳhsh dega

miri majburiyan vo janta hai

khara sona samajhta hoga mujh ko

mujhe jo aag men vo Dalta hai

use lagte hain saare log baune

vo apne qad se sab ko napta hai

vo bola to qayamat hogi barpa

vo insan jo sabhi kuchh janta hai

ta.alluq hi nahin ‘tasir’ agar kuchh

mujhe dushman vo kyon gardanta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

dagh-dehlvi

In Aankhon Ne Kya Kya Tamasha Na dekha

Badan Ke Luqma-E-Tar Ko Haram Kar Liya Hai

zaKHm Sab Usko Dikha Kar Raqs Kar

KHata-War-E-Murawwat Ho Na Marhun-E-Karam Ho Ja

Jaras-E-Mai Ne Pukara Hai uTho Aur Suno

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet