• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Donon Ham-Pesha the Donon Hi Mein Yarana Tha

Donon Ham-Pesha the Donon Hi Mein Yarana Tha

donon ham-pesha the donon hi men yarana tha

qatil-e-shahr se par rabt raqibana tha

vo khule jism phira shahr ke bazaron men

log kahte hain ye iqdam dilerana tha

band muTThi men miri raakh thi tabiron ki

us ki ankhon men bhi ik ḳhvab marizana tha

laghzish-e-pa bhi har ik gaam thi saaya saaya

zindagi tujh se ta.alluq bhi sharifana tha

tum jahan apni masafat ke nishan chhoḌ ga.e

vo guzargah miri zaat ka virana tha

sunte hain apni hi talvar use kaaT ga.i

dosto ham men jo ik shaḳhs harifana tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hisar-E-Maqtal-E-Jaan Mein Lahu Lahu Main Tha

mushafi-ghulam-hamdani

Baithe Baithe Jo Hum Ai Yar Hanse Aur Roe

neelma-sarwar

Kash Wo Roz-E-Hashr Bhi Aae

Maulana Rumi

Az Kufr-O-Ze-Islam Barun Sahraist

aamir-suhail

Siskiyon Hichkiyon Aahon Ki Farawani Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet