• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghamon Mein dubi Hui Hai Har Ek Khushi Meri

Ghamon Mein dubi Hui Hai Har Ek Khushi Meri

mumtaz-mirza

ghamon men duubi hui hai har ik khushi meri

ajiib taur se guzri hai zindagi meri

har ek lamha guzarta hai hadse ki tarah

bas ek dard-e-musalsal hai zindagi meri

khayal-o-fikr ne kya kya sanam tarashe the

tamam umr parastish men kat gai meri

mira safina-e-hasti hai aur mauj-e-bala

tamasha dekhti rahti hai bebasi meri

hujum-e-dard men gum ho gai miri avaz

zamane valon ne rudad kab suni meri

miri hayat adhuri rahi tumhare baghair

batao tum ne bhi mahsus ki kami meri

gham-e-hayat ki rudad thi magar ‘mumtaz’

samajh liya use logon ne shairi meri

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bas Ho Chuka Huzur Ye Parde haTaiye

hatim-ali-mehr

Warid Koh-E-Bayaban Jab Mein diwana Hua

Zulm Mujh Par Shadid Kar baiThe

poet

Kaif-E-Hayat Tere Siwa Kuchh Nahin Raha

Shab-E-Firaq Achanak KHayal Aaya Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet