• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghamon Ki bhiD Dardon Ki Nigahbani Mein Rahna Hai

Ghamon Ki bhiD Dardon Ki Nigahbani Mein Rahna Hai

ghamon ki bhiiḌ dardon ki nigahbani men rahna hai

bata ai zindagi kab tak pareshani men rahna hai

shajar ka ye muqaddar tai karega baghban sun lo

use sarsabz hona hai ki virani men rahna hai

main apna haq bhi mangun to gunahon men vo shamil hai

tumhara zulm kab tak yuun faravani men rahna hai

vafaon ka sila kis ko mila kab kaun jaane hai

vafa ke zikr men ham ko to sultani men rahna hai

vo apne qaul se vapas palaT jaa.e use haq hai

‘tapish’ ham ko to apni baat ke paani men rahna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zabt-E-Gham Hai Meri Poshak Meri Izzat Rakh

KHamosh Jada-E-Inkar Bhi Hai Sahra Bhi

khumar-barabankavi

Wahi Phir Mujhe Yaad Aane Lage Hain

Dil-Nagar Mein Bhi Aaiye Sahib

Bas Ek Raat Mere Ghar Mein Chand Utra Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet