• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Sahte Hain Par Ghamza-E-Beja Nahin Uthta

Gham Sahte Hain Par Ghamza-E-Beja Nahin Uthta

poet

gham sahte hain par ghamza-e-beja nahin uthta

marte hain magar naz-e-masiha nahin uthta

kab paan raqibon ko inayat nahin hote

kis roz mire qatl ka beda nahin uthta

bal padte hain pahonche men lachakti hai kalai

nazuk hain bahut phulon ka gajra nahin uthta

farmaiye irshad pahadon ko utha luun

par rashk ka sadma nahin uthta nahin uthta

kuche men ‘munir’ un ke main baitha to vo bole

hai hai mire darvaze se pahra nahin uthta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Jabin Pe Meri Subh Ka Sitara Hai

Wahi Mohtasib Ki Malamaten Wahi Ek Wazeh Hasin Meri

poet

Tha Najm-E-Bakht-Tira Muqabil Tamam Raat

Jis Ko Dekho Ehtisab-E-Zist Se Ghafil Hai Aaj

poet

Mata-O-Mal Na De Daulat-E-Tabahi De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet