• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Na Do Itna Ki Meri Jaan Nikal Jae Kahin

Gham Na Do Itna Ki Meri Jaan Nikal Jae Kahin

gham na do itna ki meri jaan nikal jaa.e kahin

ansuon se jism ki miTTi na gal jaa.e kahin

pak raha ho jaise laava jism ki chaTTan men

tera daman meri aahon se na jal jaa.e kahin

dil men us ki parvarish karna agar be-sud hai

ashk ban kar ḳhvab ankhon se nikal jaa.e kahin

raat ke asar hain phir ik zara vaqfe ke ba.ad

mera suraj bhi numu pa kar na Dhal jaa.e kahin

teri ye sohbat hai aisi jis pe sadiyan vaar duun

chhoḌ kar mujh ko na ye ma.asum pal jaa.e kahin

vo mire ehsas men lipTa hai mausam ki tarah

ab miri shaḳh-e-dil-o-jan men na phal jaa.e kahin

kah diya ‘maqsud’ ko apni faqiri hai aziiz

ho nahin sakta ye banda sar ke bal jaa.e kahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nowember Ki Wahi Sardi Mubarak

Dil Ko Jab Hasil Safai Ho Gai

Lafz Yun KHamushi Se laDte Hain

baDa Ajib Saman Aaj Raat KHwab Mein Tha

Kumbe Ka Bar uThata Tha Tanha Jo Jaan Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet