• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Ke Mujrim KHushi Ke Mujrim Hain

Gham Ke Mujrim KHushi Ke Mujrim Hain

gham ke mujrim ḳhushi ke mujrim hain

log ab zindagi ke mujrim hain

aur koi gunah yaad nahin

sajda-e-be-ḳhudi ke mujrim hain

istighasa hai raah o manzil ka

rahzan rahbari ke mujrim hain

mai-kade men ye shor kaisa hai

bada-kash bandagi ke mujrim hain

dushmani aap ki inayat hai

ham faqat dosti ke mujrim hain

ham faqiron ki suraton pe na ja

ḳhidmat-e-admi ke mujrim hain

kuchh ghazalan-e-agahi ‘saghar’

naghma-o-sha.eri ke mujrim hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai

Yahan Hai Dhup Wahan Sae Hain Chale Jao

Aarzu Jine Ki Thi Imkan Jine Ka Na Tha

Mere Atraf Ye Kaisi Sadaen Raqs Karti Hain

Sahar Se Raat Ki Sargoshiyan Bahaar Ki Baat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet