Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nasir-kazmi

Gham Hai Ya Khushi Hai Tu

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Nasir Kazmi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

gham hai ya khushi hai tu

meri zindagi hai tu

afaton ke daur men

chain ki ghadi hai tu

meri raat ka charagh

meri niind bhi hai tu

main khizan ki shaam huun

rut bahar ki hai tu

doston ke darmiyan

vajh-e-dosti hai tu

meri saari umr men

ek hi kami hai tu

main to vo nahin raha

haan magar vahi hai tu

‘nasir’ is dayar men

kitna ajnabi hai tu

More Poems

Kal Aur Aaj

Rawish Us Chaal Mein Talwar Ki Hai

Yaad-E-Khuda Se Aaya Na Iman Kisi Tarah

Tumhein Jab Kabhi Milen Fursaten Mere dil Se Bojh Utar do

Ye Khwab Jis Ne dikhae The Ek Safar Ke Mujhe

Ek Siyasi Nazm

Khumar-e-Shab Mein Zamin Ka Chehra Nikhar Raha Tha

Kasrat Mein Bhi Wahdat Ka Tamasha Nazar Aaya

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.