• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham-E-Duniya Nahin Phir Kaun Sa Gham Hai Hum Ko

Gham-E-Duniya Nahin Phir Kaun Sa Gham Hai Hum Ko

gham-e-duniya nahin phir kaun sa gham hai ham ko

fikr-o-andesha-e-uqba se bhi ram hai ham ko

dahn-e-ghuncha se paigham-e-vafa sunte hain

ghaza-e-ariz-e-sad-hast-e-adam hai ham ko

qaul ye sach hai ki ḳhud-karda ka darman kya hai

davar-e-hashr pe nahaq ka bharam hai ham ko

agle luqmon men nahin qand-e-mukarrar ka maza

saḳht be-lutf-e-hayat-e-paiham hai ham ko

ziist ki kashmakash aur marg ki qurbat ka alam

amad-o-raft-e-nafas tegh-e-do-dam hai ham ko

baiThe baiThe jo kaTe phir tag-o-dau se hasil

har-nafas jada-e-hasti men qadam hai ham ko

zarre zarre men nazar aati hai tasvir-e-sanam

sar-ba-sar ru-kash-e-sad-dair-o-haram hai ham ko

bar-e-gham baar se ehsan ke badal jaata hai

tauq-e-gardan kashish-e-kaf-e-karam hai ham ko

hal-e-dil likhte na logon ki zaban men paḌte

vaj.h-e-angusht-numa.i ye qalam hai ham ko

aankh kya Daliye us gul pe jo kumhla jaa.e

‘kaifi’ apna hi ye dil bagh-e-iram hai ham ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Liya Hai to Bewafa Na Bano

ahmad-khayal

Shahr-e-Sadmat Se Aage Nahin Jaane Wala

Qulzum-E-Ulfat Mein Wo Tufan Ka Aalam Hua

obaidullah-aleem

Hijr Karte Ya Koi Wasl Guzara Karte

abdul-hamid-adam

Mai-Khana-e-Hasti Mein Aksar Hum Apna Thikana Bhul Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet