• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Farishte Aadam Ko Jannat Se Rukhsat Karte Hain

Farishte Aadam Ko Jannat Se Rukhsat Karte Hain

allama-iqbal

ata hui hai tujhe roz o shab ki betabi

khabar nahin ki tu khaki hai ya ki simabi!

suna hai khaak se teri numud hai lekin

tiri sarisht men hai kaukabi o mahtabi!

jamal apna agar khvab men bhi tu dekhe

hazar hosh se khush-tar tiri shakar-khvabi

giran-baha hai tira girya-e-sahar-gahi

isi se hai tire nakhl-e-kuhan ki shadabi!

tiri nava se hai be-parda zindagi ka zamir

ki tere saaz ki fitrat ne ki hai mizrabi!

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shab Ki Dahliz Se Kis Hath Ne Phenka Patthar

Aaina Dekhta Hua Koi

faiz-ahmad-faiz

Na Aaj Lutf Kar Itna Ki Kal Guzar Na Sake

ahmad-salman

Kali Raat Ke Sahraon Mein Nur-Sipara Likkha Tha

ahmad-ali-barqi-azmi

Bimar-e-Mohabbat Ki dawa Aur Hi Kuchh Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet