• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham-E-Dauran Bhi Nahin Hai Gham-E-Jaanan Bhi Nahin

Gham-E-Dauran Bhi Nahin Hai Gham-E-Jaanan Bhi Nahin

gham-e-dauran bhi nahin hai gham-e-janan bhi nahin

saḳht mushkil men hai ab dil ki gham-e-jan bhi nahin

mujh se naraz hain sab jan-o-jahan-o-janan

main ki dil se bhi juda shai huun pareshan bhi nahin

dil ne kuchh aur kahan aql ne kuchh aur kahi

sun ke donon ki na maani ki main nadan bhi nahin

had-e-imkan-e-tasavvur men sahi mera suragh

lekin ai dil mujhe ab DhunDhna asan bhi nahin

ek vo din ki tiri diid pe qurban thi nigah

ek ye din ki tire vasl ka arman bhi nahin

jaane kis ḳhitta-e-aflak se utra ‘arif’

jo ik insan ki surat bhi hai insan bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Humne Tanha-Nashini KHaridi to Hai Raunaq O Shorish-E-Anjuman Bech Kar

Shamiyanon Ki Wazahat to Nahin Ki Gai Hai

Ziyan Hai Jaan Ka Ye Karobar Mat Karna

poet

Khuda Mere dil-E-Pur-Khun Ko dagh-dar Kare

abhishek-shukla

Aankhon Pe Shab Raqam Bhi Nahin Kar Sakunga Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet