• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghair Se Unki Mulaqat Kahan Thi Pahle

Ghair Se Unki Mulaqat Kahan Thi Pahle

ghair se un ki mulaqat kahan thi pahle

aaj jo baat hai vo baat kahan thi pahle

ab to be-bat hi rahte ho kashida-ḳhatir

be-ruḳhi mujh se ye be-bat kahan thi pahle

mere halat ne kuchh us ko tasalli di hai

mutma.in gardish-e-halat kahan thi pahle

ab to har baat pe ta.ana hi mujhe milta hai

aap ki bazm men ye baat kahan thi pahle

ho ke barbad main samjhi huun maqam-e-ulfat

varna mujh men ye karamat kahan thi pahle

aap hi meri tabahi ka banenge mujib

meri danist men ye baat kahan thi pahle

ghaur se dekhiye ye faiz-e-havas hai ‘raje’

is qadar amad-e-afat kahan thi pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jatae Jate Hain Ehsan Bhi Sata Ke Mujhe

aftab-shah-alam-sani

Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat

Kas-O-Na-Kas Hain Bahut Dast-E-Talab Ke Aage

paDe Hue Hain Mere Jism O Jaan Mere Pichhe

abrar-azmi

Khayal Lams Ka Kar-e-Sawab Jaisa Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet