• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / ghaDi Ki Suiyan Tik-Tik Suna Rahi Hain Mujhe

ghaDi Ki Suiyan Tik-Tik Suna Rahi Hain Mujhe

jab raat sanvarti hai lamhon ki ravani men

ik chand utarta hai tab jhiil ke paani men

is aḳhiri paare men go zikr nahin varna

aghaz men ai logo main bhi tha kahani men

chehre pe buzurgi ke asarat batate hain

ik saneha tujh par bhi guzra hai javani men

dikhne men ba-zahir to ik aam sa pauda hai

kuchh ḳhaas to hai lekin us raat ki raani men

kal raat jo yadon ke hamrah nazar Daali

kuchh rang na.e dekhe tasvir purani men

har ek ḳhushi main ne saughat use kar di

par us ne diya mujh ko bas dard nishani men

is shahr ka har baasi nalan hai ‘zaki’ mujh se

ab to hai baqa apni bas naql-e-makani men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dhani Surmai Sabz Gulabi Jaise Man Ka Aanchal Sham

Sukut-E-Sham Se Ghabra Na Jae aaKHir Tu

abbas-tabish

Koi Takra Ke Subuk-Sar Bhi To Ho Sakta Hai

O Kuchalne Wale Meri Zindagi Ki Har KHushi

Dasht Mein uDte Bagulon Ki Ye Masti Ek Din

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet