Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
safiya-shamim

Gar Hai Nae Nizam Ki Takhliq Ka Khayal

  • Ghazal
  • Women Poets
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

gar hai nae nizam ki takhliq ka khayal

abadiyon ko nazr-e-bayaban to kijiye

gar jalva-e-jamal ki dil ko hai aarzu

ashkon se chashm-e-shauq charaghan to kijiye

hona hai dard-e-ishq se gar lazzat-ashna

dil ko kharab-e-talkhi-e-hijran to kijiye

ik lamha-e-nashat ki gar hai havas ‘shamim’

dil ko halak-e-hasrat-o-arman to kijiye

More Poems

Khamushi Ka To Nam Hota Hai

Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein

Tera Sahaara Shah Mujhe Hai

Jo Jiwda Piyun Sun Laga

Ab To Khushi Ka Gham Hai Na Gham Ki Khushi Mujhe

Yahi To Meri Wafa Ka Sila diya Hai Mujhe

Laghzish-e-Saqi-e-Mai-Khana Khuda Khair Kare

Itna To dosti Ka Sila dijiye Mujhe

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.