• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gar Ghair Ke Ghar Se Na dil-Aram Nikalta

Gar Ghair Ke Ghar Se Na dil-Aram Nikalta

momin-khan-momin

gar ghair ke ghar se na dil-aram nikalta

dam kaahe ko yuun ai dil-e-nakam nikalta

main vahm se marta huun vahan roab se us ke

qasid ki zaban se nahin paigham nikalta

karte jo mujhe yaad shab-e-vasl adu tum

kya subh ki khurshed na ta-sham nikalta

jab jante tasir ki dushman bhi vahan se

apni tarah ai gardish-e-ayyam nikalta

har ek se us bazm men shab puchhte the naam

tha lutf jo koi mira hamnam nikalta

kyuun kaam talab hai mire azar se gardun

nakam se dekha hai kahin kaam nikalta

thi nauha-zani dil ki janaze pe zaruri

shayad ki vo ghabra ke sar-e-bam nikalta

kanta sa khatakta hai kaleje men gham-e-hijr

ye khaar nahin dil se gul-andam nikalta

huren nahin ‘momin’ ke nasibon men jo hoen

but-khane hi se kyuun ye bad-anjam nikalta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kal Kahan Bichaari Bulbul Aur Kahan Bechaara Gul

Jism Gher Leti Hai Phir Bhi Zard Tanhai

Teri Be-ruKHi Meri Maut Thi Hua Iltifat Kabhi Kabhi

poet

Kaun Si Baat Teri Humse Uthai Na Gai

Hafiz Shirazi

Fash Mi Goyam Wa Az Gufta-e-Khud dil-Shadam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet