• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gali Gali Meri Wahshat Liye Phire Hai Mujhe

Gali Gali Meri Wahshat Liye Phire Hai Mujhe

gali gali miri vahshat liye phire hai mujhe

ki sang-o-ḳhisht ki lazzat liye phire hai mujhe

na koi manzil-e-maqsud hai na rah-e-talab

bhaTakte rahne ki aadat liye phire hai mujhe

na mal-o-zar ki tamanna na zindagi ki havas

na jaane kaun si quvvat liye phire hai mujhe

haram se dair talak dair se haram ki taraf

na jaane kis ki aqidat liye phire hai mujhe

ye mufsidon ka jahan ye tazad ki duniya

bas ek harf-e-mohabbat liye phire hai mujhe

mujhe kiya miri fikr-e-rasa ne avara

ki dar-ba-dar miri shohrat liye phire hai mujhe

jo bas chale na uThun tere astane se

ye sar-phira jo hai ‘rif.at’ liye phire hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

geetanjali-rai

Itwar Ki dopahar

Ye Kis Maqam Pe Le Aai Mujhko Tanhai

ainuddin-azim

dard Tera Mere Sine Se Nikala Na Gaya

Koi Bhi Nahin Shahr Mein Jab Zat Ke Bahar

Unki Nazar Ka Lutf Numayan Nahin Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet