• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gae Mausam Mein Jo Khilte The Gulabon Ki Tarah

Gae Mausam Mein Jo Khilte The Gulabon Ki Tarah

parveen-shakir

gae mausam men jo khilte the gulabon ki tarah

dil pe utrenge vahi khvab azabon ki tarah

raakh ke dher pe ab raat basar karni hai

jal chuke hain mire kheme mire khvabon ki tarah

saat-e-did ki aariz hain gulabi ab tak

avvalin lamhon ke gulnar hijabon ki tarah

vo samundar hai to phir ruuh ko shadab kare

tishnagi kyuun mujhe deta hai sarabon ki tarah

ghair-mumkin hai tire ghar ke gulabon ka shumar

mere riste hue zakhmon ke hisabon ki tarah

yaad to hongi vo baten tujhe ab bhi lekin

shelf men rakkhi hui band kitabon ki tarah

kaun jaane ki nae saal men tu kis ko padhe

tera meaar badalta hai nisabon ki tarah

shokh ho jaati hai ab bhi tiri ankhon ki chamak

gaahe gaahe tire dilchasp javabon ki tarah

hijr ki shab miri tanhai pe dastak degi

teri khush-bu mire khoe hue khvabon ki tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Badan Ki Aanch Se Chehra Nikhar Gaya Kaisa

KHafa Na Ho Ki Tera Husn Hi Kuchh Aisa Tha

poet

Aah Karna dil-E-Hazin Na Kahin

Sahra Se Na Jangal Ki Kabhi KHak Se uTThe

Lagega Na Dil Tera Tanha Meri Jaan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet