• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gae Baras Ki Yahi Baat Yaadgar Rahi

Gae Baras Ki Yahi Baat Yaadgar Rahi

shabnam-shakeel

gae baras ki yahi baat yadgar rahi

faza ghamon ke liye khuub sazgar rahi

agarche faisla har baar apne haq men hua

saza-e-jurm bahar-hal barqarar rahi

badalti dekhin vafadariyan bhi vaqt ke saath

vafa jahan ke liye ek karobar rahi

ab apni zaat se bhi e’timad un ka utha

vo jin ki baat kabhi harf-e-e’tibar rahi

khabar thi go use ab mojaze nahin hote

hayat phir bhi magar mahv-e-intizar rahi

na koi harf-e-malamat na koi kalma-e-khair

ye ziist ab na kisi ki bhi zer-e-bar rahi

ye aur baat ki dil gham men khud kafil hua

magar vo aankh mire gham men ashk-bar rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Lab Tak Jo Na Aaya Tha Wahi Harf-E-Rasa Tha

Aashna Na-Ashna Yaron Ke Beach

Sare Mausam Hain Mehrban Se Kuchh

Mere KHuda Kisi Surat Use Mila Mujhse

kirdar hai aur apni kahani se juDa hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet