• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Masrur Bhi Hun KHush Bhi Hun Lekin KHushi Nahin

Masrur Bhi Hun KHush Bhi Hun Lekin KHushi Nahin

masrur bhi huun ḳhush bhi huun lekin ḳhushi nahin

tere baghair ziist to hai zindagi nahin

main dard-e-ashiqi ko samajhta huun jan-o-ruh

kambaḳht vo bhi dil men kabhi hai kabhi nahin

la gham hi Daal de mire dast-e-saval men

main kya karun ḳhushi ko jo teri ḳhushi nahin

kuchh der aur rahne de ḳhuddari-e-junun

daman to chaak hona hai lekin abhi nahin

saaqi nigah-e-naz se lillah kaam le

sau jaam pi chuka huun magar be-ḳhudi nahin

rakhna paḌegi tum ko tahi-damani ki laaj

mujh ko kami zarur hai tum ko kami nahin

‘bahzad’ saaf saaf main kahta huun hal-e-dil

sharminda-e-kamal miri sha.iri nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaifi-azmi

Sham

Kis Din Ba-Rang-E-zaKHm Naya Gul Khila Nahin

Chandi Ka Badan Sone Ka Man DhunD Raha Hai

poet

Mera Khurshid-Ru Sab Mah-Ruyan Bich Yakka Hai

Kaam Itni Hi Faqat Rahguzar Aaegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet