• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fikr-E-Sud-O-Ziyan Mein Rahta Hun

Fikr-E-Sud-O-Ziyan Mein Rahta Hun

poet

fikr-e-sud-o-ziyan men rahta huun

main bhi is ḳhak-dan men rahta huun

nilgun asman ke niche

ḳhema-e-jism-o-jan men rahta huun

main huun azad kab zamane men

qaid-e-vahm-o-guman men rahta huun

main mohabbat ki raushni ban kar

vaqt ki kahkashan men rahta huun

main baharon ke rang men Dhal kar

manzar-e-bostan men rahta huun

jaane kya baat hai ki main tanha

mahfil-e-dostan men rahta huun

apne buḌhe vajud ke andar

ik shikasta makan men rahta huun

fikr-e-itlaf-e-zindagi kaisa

main ajal ki amaan men rahta huun

main bagulon ke darmiyan ‘shahid’

dasht-e-asr-e-ravan men rahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wada Raha Na Yaad Mere Mast-E-KHwab Ko

Wafa Ki aaKHiri Manzil Bhi Aa Rahi Hai Qarib

Jo Bhi Milta Hai Usi Ko Pujne Lagta Hun Main

firaq-gorakhpuri

Har Jalwe Se Ek dars-E-Numu Leta Hun

poet

Is Qadar Gharq Lahu Mein Ye dil-E-Zar Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet