• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fikr-E-Ahl-E-Hunar Pe baiThi Hai

Fikr-E-Ahl-E-Hunar Pe baiThi Hai

fikr-e-ahl-e-hunar pe baiThi hai

sha.iri sim-o-zar pe baiThi hai

pahle hathon men haath rahta tha

zindagi ab kamar pe baiThi hai

sahmi sahmi hui si har ḳhvahish

dil-e-vahshat-asar pe baiThi hai

phuul kanTon ke beach rahte hain

ḳhushbu titli ke par pe baiThi hai

astinen TaTol kar dekho

dosti kis Dagar pe baiThi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHayal-E-Zehn-Shikan Se Zaban Bhar Aa Jae

Wahshat Hai Be-Zari Hai

ahmad-shanas

Imroz Ki Kashti Ko dubone Ke Liye Hun

ahmad-faraz

dil Badan Ka Sharik-E-Haal Kahan

Sina Madfan Ban Jata Hai Jite Jagte Raazon Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet