• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Tund-Khu Se Junhi Meri Aankh Lad Gai

Is Tund-Khu Se Junhi Meri Aankh Lad Gai

poet

is tund-khu se junhi miri aankh lad gai

is dil se aur aql se vohin bigad gai

kya kahiye tere hathon se ai dast-burd-e-ishq

is dil ki basti baat ke kahte ujad gai

tera to qaul tha ki na hovegi ye tamam

ai saaqi do hi ghunt men bas mai nibad gai

‘joshish’ likha main us ko safine par is tarah

goya ki bhuli thi ye ghazal yaad pad gai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Din chhoTa Hai Raat baDi Hai

poet

Kisi Gul Mein Nahin Pane Ki Tu Bu-E-Wafa Hargiz

Ek Imarat Nai Tamir Hui Jati Hai

poet

Jidhar Dekh Tumhaari Bazm Mein Aghyar baiThe Hain

Mera KHulus-E-Mohabbat Bhi Kaamran Na Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet