• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fani Kahan Hai Hasti-E-Fani Ka Shor Bhi

Fani Kahan Hai Hasti-E-Fani Ka Shor Bhi

faani kahan hai hasti-e-fani ka shor bhi

shamil hai is men naql-e-makani ka shor bhi

hassas huun aur is pe vo shiddat ki pyaas hai

sunta huun ab sarab men paani ka shor bhi

aisa sukut tha ki suna.i diya mujhe

harf-e-tahi men mauj-e-ma.ani ka shor bhi

be-barg-o-bar peḌ se rahte hain duur duur

rah-gir bhi hava-e-ḳhizani ka shor bhi

ḳhakistar-e-badan men sulagti hai koi chiiz

bujhta nahin abhi ye javani ka shor bhi

teri ghazal paḌhi to ye jaana ‘rafiq’-raz

paani ke shor men hai ravani ka shor bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Abhi Kuchh Aur Bhi Gard-O-Ghubar Ubhrega

ahmad-mahfuz

Kisi Se Kya Kahen Sunen Agar Ghubar Ho Gae

meer-mustahsan-khaleeq

Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya

Yahan Se Ab Kahin Le Chal KHayal-E-Yar Mujhe

Jab Dil Mein Tere Gham Ne Hasrat Ki Bana Dali

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet