• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Falak Hai surKH Magar Aaftab Kala Hai

Falak Hai surKH Magar Aaftab Kala Hai

falak hai surḳh magar aftab kaala hai

andhera hai ki tire shahr men ujala hai

chaman men in dinon kirdar do hi milte hain

koi hai saanp koi saanp ka nivala hai

shab-e-safar to isi aas par bitani hai

ajal ke moḌ ke aage bahut ujala hai

jahan ḳhulus ne khaa.i shikast duniya se

vahin junun ne uTh kar mujhe sambhala hai

main kho gaya huun tire ḳhvab ke ta.aqub men

bas ek jism mira aḳhiri havala hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Rasta Koi Us Ka Na Us Ka KHwab Koi

Ai Mere Dil Tu Bata Tujhko Gawara Kya Hai

dagh-dehlvi

Butan-E-Mah-Wash Ujdi Hui Manzil Mein Rahte Hain

riyaz-khairabadi

Hogi Wo dil Mein Jo Thani Jaegi

Wo Qaza Ke Ranj Mein Jaan Den Ki Namaz Jin Ki Qaza Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet