• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Rangin Kahani Hai Tere Shahr Ki Raat

Ek Rangin Kahani Hai Tere Shahr Ki Raat

ek rangin kahani hai tire shahr ki raat

haa.e ye kis ki javani hai tire shahr ki raat

bas yuun hi zulf bikhere hue aa ja ai dost

aaj kis darja suhani hai tire shahr ki raat

regzar-e-dil-e-sha.ir ke liye jan-e-ghazal

mauj-e-dariya ki ravani hai tire shahr ki raat

dil ki is kohar-zada yaas bhari basti men

tujh se hi maang ke laani hai tire shahr ki raat

baar ho ja.ega zehnon pe tasavvur din ka

aaj is tarah jagani hai tire shahr ki raat

vo nahin hai to ghamista-e-taḳhayyul ki qasam

‘hosh’ afsurda kahani hai tire shahr ki raat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yahan Se Ab Kahin Le Chal KHayal-E-Yar Mujhe

Dena Hai to Nigah Ko Aisi Rasai De

poet

Chamke Hain Sab Ke Bakht Teri Jalwa-Gah Mein

KHizan Ki Rut Hai Janam-Din Hai Aur Dhuan Aur Phul

Ek Rahne Se Yahan Wo Mawara Kaise Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet