• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Qissa-E-Parina Dhundla Sa Hai Aaina

Ek Qissa-E-Parina Dhundla Sa Hai Aaina

ik qissa-e-parina dhundla sa hai a.ina

ganjina-e-gauhar hai yadon se bhara siina

kyuun aankh churate hain milte hain jo mahfil men

ik vaqt men apne the ye hamdam-e-dairina

bahta hua paani bhi tham jaa.e na jumbish se

chheḌo na koi naghma ḳhamosh hai sazina

ik kun ki sadaon men mad.hosh gham-e-hasti

ham-raqs mah-o-anjum chhalke hain mai-o-mina

ankhon men liye vahshat sahil se ulajhte hain

tufanon ki chahat men marna bhi hai ab jiina

ik qissa-e-parina hai dhund ke raste men

ta-hadd-e-nazar dekhun taḳhliq ka a.ina

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kyun Jal-Bujhe Kahin to Giraftar Bolte

Raaz Ye Mujh Pe Aashkara Hai

MAHMUD SHABISTARI

Sawal – Musafir Chun Buwad dar dahr Kudam-Ast

poet

Yaadgar-E-Zamana Hain Hum Log

Mai-Kade Mein baiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet