• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Nae Sanche Mein Dhal Jata Hun Main

Ek Nae Sanche Mein Dhal Jata Hun Main

ek na.e sanche men Dhal jaata huun main

qatra qatra roz pighal jaata huun main

jab se vo ik suraj mujh men Duuba hai

ḳhud ko bhi chhu luun to jal jaata huun main

a.ina bhi hairani men Duuba hai

itna kaise roz badal jaata huun main

miThi miThi baton men ma.alum nahin

jaane kitna zahr ugal jaata huun main

ab Thokar khane ka mujh ko ḳhauf nahin

girta huun to aur sambhal jaata huun main

akasr ab apna pichha karte karte

ḳhud se kitni duur nikal jaata huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badan Ke Mausam-E-Barsat Mein Nahin Aana

poet

Koi Kisi Ka Kahin Aashna Nahin dekha

Ye Mana Us Taraf Rasta Na Jae

aftab-shamsi

Aazurdagi Ka Uski Zara Mujhko Pas Tha

poet

Le Chuke Dil to Jang Kya Hai Ab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet