• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Lamha Bhi Guzarun Bhala Kyun Kisi Ke Sath

Ek Lamha Bhi Guzarun Bhala Kyun Kisi Ke Sath

ik lamha bhi guzarun bhala kyuun kisi ke saath

guzre tamam umr miri aap hi ke saath

jab haath dosti ka baḌhaya ḳhushi ke saath

us ne mujhe qubul kiya ḳhush-dili ke saath

dil se kiya hai yaad use main ne jab kabhi

iz.har-e-hijr karti hain ankhen nami ke saath

ik baar mere yaar ne aisa kiya mazaq

allah re na ho kabhi aisa kisi ke saath

is tarah munsalik hua urdu zaban se

milta huun ab sabhi se baḌi ajizi ke saath

baaqi rahi hai dil men ye hasrat tamam umr

‘mahtab’ ka dayar ho us ki gali ke saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qaid-E-Gham-E-Hayat Se Hum Ko chhuDa Liya

akhtar-shirani

O des Se Aane Wale Bata

Kisa-E-Gul Mein Band Thi KHushbu

akhtar-ansari

Apni Ujdi Hui duniya Ki Kahani Hun Main

Ek Daere Ki Shakl Mein Khincha Hua Hisar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet