• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek KHwab Thi Zindagi Hamari

Ek KHwab Thi Zindagi Hamari

ik ḳhvab thi zindagi hamari

phir aankh nahin khuli hamari

duniya se bhi phir nahin mile ham

vo bhi to kabhi na thi hamari

din Dhal gaya ḳhvab dekhne men

kaT ja.egi raat bhi hamari

palkon pe ye phuul ansuon ke

sahra ki ye ret bhi hamari

ik dhyan ki lahr ne Duboya

ik yaad na ho saki hamari

Tapon ki sada si us ke gham ki

be-tegh sipah thi hamari

kab ho ga.i mere qad se unchi

divar ye biich ki hamari

dekha to har a.ine men ham the

ḳhud se hui baat bhi hamari

aa.e ho to ye ghazal bhi sun lo

be-vaqt ki ragni hamari

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Tulua-E-Manzar-E-Pur-Asar Tujhe Yaad Ho Ki Na Yaad Ho

sahir-ludhianvi

Kabhi Khud Pe Kabhi Haalat Pe Rona Aaya

meer-hasan

Aankhon Se Khun Apne Ye Kahta Nahin Na Jae

munawwar-rana

Baadshahon Ko Sikhaya Hai Qalandar Hona

poet

Ajab Ahwal Dekha Is Zamane Ke Amiron Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet