• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek KHwab Tha Aankhon Mein Jo Ab Ashk-E-Sahar Hai

Ek KHwab Tha Aankhon Mein Jo Ab Ashk-E-Sahar Hai

ik ḳhvab tha ankhon men jo ab ashk-e-sahar hai

ik ta.ir-e-vahshi tha so vo ḳhuun men tar hai

vo duur nahin hai ye rasa.i nahin hoti

har lamha koi taaza ḳham-e-rahguzar hai

dil aaj kuchh is tarah dhaḌakta hai ki jaise

ab shauq-e-mulaqat pe haavi koi Dar hai

kuchh hausla-e-zabt hai kuchh vaz.a hai apni

sho.ala na bana lab pe jo siine men sharar hai

sunte to rahe sab ki ye hasrat rahi dil men

ham par bhi khule ziist ka mafhum agar hai

taraj baharan hai ki ik jashn-e-junun hai

raqsan hain bagule ki hava ḳhak-basar hai

ashufta kiya itna ‘ziya’ dar-ba-dari ne

bavar nahin aata ki hamara koi ghar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jahan Sinon Mein Dil Shanon Pe Sar Aabaad Hote Hain

poet

Wo To Yunhi Kahta Hai Ki Main Kuchh Nahin Kahta

ahmad-faraz

Mujassama

KHatm Raaton-Raat Us Gul Ki Kahani Ho Gai

sahir-ludhianvi

Naghma-O-Sher Ki Saughat Kise Pesh Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet