• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Hamin Silsila-E-Shauq Sambhaale Hue Hain

Ek Hamin Silsila-E-Shauq Sambhaale Hue Hain

ik hamin silsila-e-shauq sambhale hue hain

vo to sab ahd-e-vafa hashr pe Taale hue hain

valvale dil ke sambhalte hi nahin siine men

jaane kis chand ke ye bahr uchhale hue hain

qariya-e-ḳhvab ki jis nuur nahaya hua hai

ham usi se ye shab o roz ujale hue hain

vaqt duniya men phirata hai dinon ko kya kya

dekh jo koh the vo ruui ke gaale hue hain

tu mile ya na mile jo ho muqaddar apna

kya ye kam hai ki tire chahne vaale hue hain

gundh kar Dhaal kisi surat-e-yakta.i men

jaan o tan qalb o nazar tere havale hue hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil Kis Se Lagaun Kahin Dilbar Nahin Milta

poet

Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai

shahryar

Phir Safar Be-Samt Be-Manzil Hua

poet

Yun to Is Bazm Mein Apne Bhi Hain Begane Bhi

akbar-hyderabadi

Jab Subh Ki dahliz Pe Bazar Lagega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet