• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Bhi Bujha dala dil dukhane Walon Ne

Chand Bhi Bujha dala dil dukhane Walon Ne

pirzada-qasim

chand bhi bujha daala dil dukhane valon ne

kuchh utha nahin rakkha dil dukhane valon ne

ham ne khastagi paai dil-giraftagi paai

khair ham se kya paaya dil dukhane valon ne

khub” vaza-dari hai zakhm-e-taza se pahle

ham se hal-e-dil puchha dil dukhane valon ne

be-qarar hain ankhen kaise ab lahu roen

khushk kar diya dariya dil dukhane valon ne

sach kaha sada dil ko dil se raah hoti hai

khuub ham ko pahchana dil dukhane valon ne

un ki vajh-e-shohrat to talkh guftugu hi thi

kyuun badal liya lahja dil dukhane valon ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adeel-zaidi

Humne Thama Yaqin Ko Guman Chhod Kar

Mera Har Tir Nishane Pe Na Pahuncha aaKHir

poet

Jo Mera Le Gaya Dil Kaun Wo Insan Hai Kya Hai

shakeel-badayuni

Aakhiri Waqt Hai Aakhiri Sans Hai Zindagi Ki Hai Sham Akhiri Aakhiri

neena-sahar

Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet