• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Dushman Ko baDe Pyar Se Mehman Kiya

Ek Dushman Ko baDe Pyar Se Mehman Kiya

poet

ek dushman ko baḌe pyaar se mehman kiya

ham ne kanTon se saje tasht ko gul-dan kiya

ham ne sincha hai dil-o-tan ke lahu se is ko

varna ye ek bayaban tha gulistan kiya

phir bhi ham tujh pe luTate hain dil-o-tan ka lahu

tere rishte ne magar ham ko bhi anjan kiya

gaanv bhi Duub gaya mauj-e-bala men ai dost

ab ke barsat ne har mauj ko tufan kiya

ham ne insan ko naslon men yahan baanT diya

sayyad-o-shaiḳh kiya mir-o-mughal ḳhaan kiya

kis ne tahzib ki divar gira di ‘aḳhtar’

ek ik shahar ko kam-baḳht ne viran kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bund Ban Ban Ke Bikharta Jae

Jigar Se Jaan Se Pyare Kahan Hai Kuchh to Bata

yasmeen-hameed

Ata-E-Abr Se Inkar Karna Chahiye Tha

Har Safar Ke Baad Waisa Hi Safar Rakkha Gaya

Sajde Jabin-E-Shauq Ke Ab Raegan Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet