• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek din Wasl Se Apne Mujhe Tum Shad Karo

Ek din Wasl Se Apne Mujhe Tum Shad Karo

poet

ek din vasl se apne mujhe tum shaad karo

phir miri jaan jo kuchh chaho so be-dad karo

gar kisi ghair ko farmaoge tab janoge

ve hamin hain ki baja laven jo irshad karo

ab to viran kiye jaate ho tarab-khana-e-dil

aah kya jaane kab aa phir ise abad karo

yaad men us qad o rukhsar ke ai gham-zadagan

ja ke tuk baagh men sair-e-gul-o-shamshad karo

le ke dil chaho ki phir deve vo dilbar maalum

kaise hi naala karo kaisi hi fariyad karo

surma-e-dida-e-ushshaq hai ye ai khuban

apne kuche se miri khaak na barbad karo

dekh kar tair-e-dil aap ko bhula parvaz

khvah paband karo khvah use azad karo

aap ki chaah se chahen hain mujhe sab varna

kaun phir yaad kare tum na agar yaad karo

sham-e-afrokhta jab bazm men dekho yaaro

hal-e-‘bedar’-e-jigar-sokhta vaan yaad karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Abhi bichhDa Hai Wo Kuchh Roz to Yaad Aaega

Tasbih-E-Qumri Sarw-E-Sanobar sameT Lo

Dast-E-KHirad Se Parda-Kushai Na Ho Saki

jigar-moradabadi

dil Ko Mita Ke dagh-E-Tamanna diya Mujhe

kishwar-naheed

Riwayat Na Tute

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet