• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek danish-E-Nurani Ek danish-E-Burhani

Ek danish-E-Nurani Ek danish-E-Burhani

allama-iqbal

ik danish-e-nurani ik danish-e-burhani

hai danish-e-burhani hairat ki faravani

is paikar-e-khaki men ik shai hai so vo teri

mere liye mushkil hai is shai ki nigahbani

ab kya jo fughan meri pahunchi hai sitaron tak

tu ne hi sikhai thi mujh ko ye ghazal-khvani

ho naqsh agar batil takrar se kya hasil

kya tujh ko khush aati hai aadam ki ye arzani

mujh ko to sikha di hai afrang ne zindiqi

is daur ke mulla hain kyuun nang-e-musalmani

taqdir shikan quvvat baaqi hai abhi is men

nadan jise kahte hain taqdir ka zindani

tere bhi sanam-khane mere bhi sanam-khane

donon ke sanam khaki donon ke sanam faani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-shirani

Ai Ishq Kahin Le Chal

adil-mansuri

Aashiq The Shahr Mein Jo Purane Sharab Ke

Zehn Zinda Hai Magar Apne Sawalat Ke Sath

poet

uTh Jae Gar Ye Bich Se Parda Hijab Ka

Ghar Darwaze Se Duri Par Sat Samundar Bich

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet