• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Bar Jo Bichhde Wo dobara Nahin Milta

Ek Bar Jo Bichhde Wo dobara Nahin Milta

akhtar-malik

ik baar jo bichhḌe vo dobara nahin milta

mil jaae koi shaḳhs to saara nahin milta

us ki bhi nikal aati hai iz.har ki surat

jis shaḳhs ko lafzon ka sahara nahin milta

phir dubna ye baat bahut soch lo pahle

har laash ko dariya ka kinara nahin milta

ye soch ke dil phir se hai amada-e-ulfat

har baar mohabbat men ḳhasara nahin milta

kyuun log bulaenge hamen bazm-e-suḳhan men

apna to kisi se bhi sitara nahin milta

vo shahr bhala kaise lage apna jahan par

ik shaḳhs bhi dhunde se hamara nahin milta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Ka Nishan Hain Hum Log

abhishek-shukla

Chalte Hue Mujh Mein Kahin Thahra Hua Tu Hai

poet

Log Har-Chand Pand Karte Hain

Mujhe Banane Mein Sab Ka KHarcha Laga Hua Hai

Gale Se Shab Ko Lagaya Sahar Ke Dhoke Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet